funnyyaar
Sab say Aula o Aala hamaray nabi
Sab say Baala o Aala hamaray nabi ,,
Jin k talwon ka dhowan hai aab e hayaat,,
Hai vo jan e maseeha hamaray nabi ,,
Aaj yousuf bhi jinki ghulami main hain,,,
Tum nay daikhay zulaikhaan hamaray nabi,,
Kon daita hai dainay ko mu chahyay ,
Dainay walay hain sachay hamaray nabi ,,
Hum to hum hain magar hashar main daikhna,,
Ho ga nabion ka naaara hamaray nabi,,
(S.A.W.W)